Story of Prophet Shoaib

Story Of Hazrat Shoaib A.S

In this post, you will read the Story of Prophet Shoaib and you will read in the roman English language a large number of people know roman so we wrote in roman English and f you want to read any other language please tell us. We also upload others prophet stories you can see on our website. We made this website only for Muslims and all people so that we can share Islamic contact and people could get benefits from our post. This Story of Prophet Shoaib is a most informative story we request to please read complete and share it with others people. Also, Read Prophet Yousuf Complete Story


Story of Prophet Shoaib

Story of Prophet Shoaib


Prophet Story Story Info
For More Updates Join Our Whatsapp Group
Posted Date3 September 2021
Prophet NameProphet Shoaib
Last StoryProphet Yousuf
Other StoryProphet Nuh
LanguageRoman English


Other Stories List


Prophet Yousuf Story


Prophet Nuh Story


Prophet Hud Story


Prophet Idrees Story


Prophet Ibrahim Story



And for others stories, you can visit our website and could read easily.



Story of Prophet Shoaib


Shoaib A.S Allah Ki Terf Se Bhaijy Howey Nabi Thy . Ap Madeen Me Rehty Thy. Madeen K Bhary Me Kaha Jata Hai K Ye Hazrat Ibraheem A.S K Aik Sahib Zadey Jin Ka Naam Madeen Thy …..Inki Olaad Is Shehar Me Abaad Hoi Isi Liye Usy Madeen Kaha Jata Hai. Ap A.S Bkrya’n Paltey Or Inhey Baich Ker Rozii Kmatey Thy. Ap Allah Ki Ibadat Me Raat Din Masroof Rehty Or Loghon Ko Islam Ki Tableegh Daity Thy. Hazrat Shoaib Ki Qoom Me Bohat Se Buray’n Thyn …Wo Jhot Bholty Or Naap Tool Me Bohat Kami Kerty , Kamzor’n Ka Maal Cheen Ker Apna Pait Bherty Thy.

Is Qoom Ko Rah E Rasat Per Laney K Liye Allah Ne Shoaib A.S Ko Inki Terf Mabos Fermya…Shoaib A.S Logho’n Se Bat Itny Suljhy Howy Andaaz Me Kerty K Ik Mamoli Samjh Rakhney Wala B Tasur Honey Se Na Rehta. Ap Loghon Se Kehty K Naap Tool Saaf Rakho ,Insaaf Se Kam Lo ,Kisi Ka Dil Na Dkhao Or Kamzoro’n Per Zulam Na Kero.

Ap A.S Fermaty :

   “A Qoom Allah Tallah Ki Bandgi Kero,Isk Sewa Tumhara Koi Mabood Nahi ,Naap Tool Me …Me Tum Ko Assoda Daikhna Chahta Hun Or Tumhy Allah K Azaab Se Data Hun….

Qoom K Serdaar Boly A Shaoib ! Ye Maal Hmaar Hai ,Hum Is Me Kami Keryn Ya Nahi Is Me Tumhara Koi Dakhal Nahi ,Hum Jho B Kerty Hen Apni Samjh Se Kerty Hen…

Ap A.S Qoom Ki Batien Sun Ker Fermaty A Qoom ! Aisi Batien Na Kero Ye Tu Ser-A-Ser Allah Kin A Fermani Hai .Tum Ne Allah Kin A Ferman Qoom’o Ka Haal Tu Suna Ho Ga K  Kis Terha Un Per Azaab Nazil Hota Raha..Qoom-E Loot,Qoom- Salah Ka Guzra Howa Zmana Hum Se Dhour Nahi Hai.

Is Baat Ka Jwab Do Kya Inho’n Ne Sachai Ko Nahi Thukraya Tha ???...Kya In Per Allah Ka Azaab Nahi Aya Tha…?? 

Ager Tum B Sachai Ko Chupao Gy Tu Tum Per B Allah K Azaab Nazil Ho Ga .Ager Tum Ye Chahty Ho K Tum Per Allah Ki Rehmat Nazil Ho Tu Allah Ki Trf Rajhu Kero Us Se Apny Ghunah’n Ki Maafi Maang Lo,Mera Rub Bohat Mehrbaan Or Mouhabbat Wala Hai.(Be-Shaq).

Ap Ne Fermaya:

   A Qoom Allah Ki He Ibaadat Kero ,Isk Sewa Koi Mabood Nahi Hai Or Yahi Seeda Rasta Hai..Hazrat Shoaib Jin Jin Bation Ki Tableegh Kerty Thy Us Se Yahi Zahir Hota Hai K Unki Qoom Tejharat Kerti Or Naap Tool Me Bohat Kami Kerti Thy… 

Qoom K Serdaar Apni Serdari Per Bohat Ghumand Kerny Lagy Unho’n Ne Kaha K Ager Shoaib Us Per Eman Nahi Laaey’n Gy Jis Per Hum Eman Rakhty Hen Tu Inhy Bastii Se Nikal Diya Jaye Ga …Sab Serdaar’n Ne Aik Dosry Se Keh Rakha Tha K Koi Shoaib A.S Per Eman Nahi Laye Ga….

Hazrat Shoaib Ne Jwab Diya K Kya Hum Se Zeberdasti Mnwaya Jaye Ga  Hum Tu Allah Ki Terf Se Hen ,Humary Rub Ka Ilam Her Cheez Per Havi Hai.

Ap Ne Fermya:

“A Hmary Rub Hmary Or Hmari Qoom K Dermyan Theak Theak Faisla Ker Dy …Or Tu Behter Faisla Kerny Wala Hai.”

Hazrat Shoaib A.S Ki Qoom Ne Rah E Rast Per Any Se Saaf Saaf Inkaar Ker Diya. Hazrat Shoaib A.S Bastii Se Mayoos Ho Gaye Or Ye Kehty Howy Chaly Gaye.

“A Bradran E Qoom Me Ne Rub K Pheghamat Tum Tak Poncho Diye Hen Or Tumhari Khair Khwahi Ka Huq Ada Ker Diya”.

In K Baad In Per Allah Ka Azzab Aya Or Aik Din Hila Dainy Wali Affat Ne Inko  Ly Liya Or Wo Apny Ghar’on Me Ondhy Pery Thy”.


coming soon......

Comments

Popular posts from this blog

Islamic quiz questions and answers

hard islamic quiz questions and answer