Anmol Batien | Khubsurat Batien Images
༻◉••﷽••◉༺══•
༺══•◉••اللَّهُـمَّ بَارِكْ••◉•══༻
1: “Ager tumhe khuda yad nhi ata ,
“Ager tumhara dil iski ibadat me nhi lagta ,
“Ager tum apny rub se jaghrna chahty ho,
“tumhara emaan dagmga gya hai,
“tum Kun perty ho laikin payakun py yaqeen nhi rakhty to aik din azan e fajar se ly ker tloey aftaab tak soraj ka nizara kro.
Daikho,
“Wo kaisy asmaan k rung badlta hai ,daikho,
“wo kaisy sary andhery ko hta daita hai daikho,
“Wo kun kahta hai to sara aalam uski tashree ban jata hai daikho.

Anmol Batien in Urdu/Hindi

Anmol Batien in Urdu/Hindi
(Khubsourat Bastien)
2: Or wahi hai jo raat k waqat(neeend me) tumhari rooh (aik hud tak) qabz ker laita hai .or din bhar me tum ne jo kuch kiy hota hai, usy khoob janta hai,phr is naye( din me ) tumhy zindgi daita hai , taky( tumhari umar ki ) muqrra mudat pori ho jaye- phr isi ki terf tumhy loot ker jana hai -phr is waqat tumhe btaye ga k tum kya kya kerty thy-
Sourat al.inaam ( ayat no : 40)
Please Read This Short 40 Hadees
![]() |
Khubsourat Batien |
(Zindgi Ki Achi Batain In Urdu/Hindi)
3: “ Tajoob hai k Allah itni makhlooq mese mujhe nahi bholta “
“or mera to aik he Allah hai , me usy b bhol jata hon “
![]() |
Zindgi Ki Achi Batain In Urdu/Hindi |
Anmol Batien
4: Ager ap apny ser ko dhak len gi to be itni he peri likhi rehyn gi jitni ab hen
Albta izat mazeed bher jaye gi
![]() |
Khubsurat Quotes In Urdu/Hindi |
Khubsurat Batien Images
5: “Khajor ki dghuthli per bareeq sa aik jhali nma chilqa hota hai .
Jisy “ qatmeer “ kehty hen ,
Allah fermata hai:
“ insane uska b maliq nahi phr aqar kaisi” ??
![]() |
Khubsurat Ideas
6: “ kisi insane se bhar bhar is baat ka tazkra na kren jis ka jwab daity howy isk jazbaat majro hn.
Please Read This Islamic Hadees

Khubsurat Batien Images
7: 3 cheezyn insane ko Allah se dour kerti hn.
“ Apny Amaal ko zyada samjhna “
“ Apny ghunah’n ko bhol jana “
“ Apny ap ko sab se behter samjna “
( Hazrat Ali R.A)
![]() |
Anmol Batien | Khubsurat Batien Images
8: Rasool Akrum S.A.W ne fermaya :
Agr ibn e Adam k pas 2 wadiyan b soeny ki bhr ker hon to wo 3sri wadi ki tmna kry ga inka pait mati se he bhra ja sakta hai .
( Bukhari )
“ Ibn e Adam kehta hai mera maal , mera maal – Nadan , tera maal to wo hai jo tum ne kha ker khatm ker diya ,ya pehan kr porana kr diya ya kherat krk agy baij diya “
(Mualim)
![]() |
Islamic Beautiful Batain In (Urdu/Hindi
❍┈─┅═••࿇✠࿇•• ┅─┄❍
Please Share It with Your Friends. Jazzakallah
Comments
Post a Comment