Important Islamic Hadees In Roman English/Urdu
(Jumma Ke Din Ki Mout)
"jo muslaman jumma k din ya shab e jumma inteqal ker jaye .Allah subhan o tala'h usy azaab e qabar se mehfooz rakhyn gy".
(termzi shareef 1073)
(Choty Salam Me Pehal Kren)
Nabi qareem ﷺ ne arshaad fermaya:
Choty bhro'n ko salam kren , ghuzrny waly baithy how'n ko salam kren or kam tdad waly zyada tdaad walo'n ko salam kren.
(Sahih Bukhari 5880)
 |
v |
Choty Salam Me Pehal Kren |
(Mout Ko Hmesha Yad Rakho)
Hazrat Abu haraira R.A se rwayat hai k Hazoor Akrum ﷺ ne fermaya:
"Mout ko kasrut se yad kero , jo tmam lizaat ko khatm kr dainy wali hai"
(snan termzi 2307)
(bud ikhlaq insan)
*Nabi qareem ﷺ ne arshaad fermaya :
" Logon me bad treen shakhs wo hai jisy iski bud klami k der se loge chor den "
*sahi bukhari 6054
 |
(bud ikhlaq insan (hadith) |
(Ourto'n Ki Masjid)
Nabi qareem ﷺ ka Arshaad hai:
"Ourat'n ki sab se behtreen masjid ink ghar ka sab se akhri (androni) qmra hai"
*Musandis Ahmad Shareef 6445*
 |
Ourto'n Ki Masjid (Hadith) |
Comments
Post a Comment